Saturday, January 16, 2010

aapke sapne pure karne ka yoon socha tha maine.......

Aapke sapne pure karne ka yoon socha tha maine.................


Aapke sapne pure karne ka yoon socha tha maine,

Zindagi ko jeetne ka yoon chaha tha maine………

Yeh kaisi kashish thi meri aankho mein,

Jo dhundhli ho gayi meri baton mein….

Hawa ka rukh bhi badla in saansoon mein,

Safar ka mod bhi badla in raahon mein…..

Aapke sapne pure karne ka yoon socha tha maine……………………….


bagicha............

bagicha...........................
yeh bagicha aapka jismein samata hai ek aisa phul.........

Phulo ka kya h yeh to jhad jate h ek din…

Maali ko to fir bhi sajana padta hai ise raat din…


Zindagi ka kya hai yeh to khatam honi h ek din…

Phir bhi duniyaan ko to chalna padta h sara din….


Phul sad bhi jaye to bagiche ko mehekana padta h har din…

Maali to tabhi khush h, jab uska bagicha meheke har din….


Mujhe aankho tara na samjho…

Mai to hun kaanto bara phul…

Pyar na karo jayada varna,Reh jaygi aapke haatho mein sirf dhul